Dimaag ka Jung

Dimaag ka Jung: Technology ke Daur mein Mind Power Kaise Bachayein

Q1. Schoolon mein aaj bhi likhna sikhana kyun zaroori hai jab sab kaam digital ho gaya hai?

Ans: Likhne se hamare dimaag ka coordination (hand-eye coordination) behtar hota hai aur dimaag ke cells active hote hain. Sirf padhne ya type karne se dimaag ka utna vikas nahi hota jitna likhne se hota hai.

Q2. Ghutnon ka dard elbow (kohni) ke dard se zyada kyun pareshan karta hai?

Ans: Kohni ko din bhar mein khana khane ya paani peene ke bahane natural movement milti rehti hai, isliye wahan jung nahi lagta. Ghutno ka kaam hum lift aur gaadiyon par chhod dete hain, isliye woh aalsi hokar sabse pehle dard karne lagte hain.

Q3. Dimaag ki calculation power ko dobara tez kaise karein?

Ans: Iske liye roz supermarket ke bills ko bina calculator ke manually check karein aur chote-mote hisaab dimaag mein hi jodne ki aadat daalein.

Leave a Comment

आपका ईमेल पता प्रकाशित नहीं किया जाएगा. आवश्यक फ़ील्ड चिह्नित हैं *